Posts

Baarwein Ka Chaand Aaya lyrics in hindi / बच्चा बच्चा मुस्कुराया बारहवीं का चाँद आया

Bachcha Bachcha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand Aaya Shaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya Poet : Nisar Ali Ujagar                                              Naat Khawan : Hafiz Ghulam Mustafa Qadri,Arham Qadri, बच्चा बच्चा मुस्कुराया बारहवीं का चाँद आया खुशियों का तूफ़ान लाया बारहव...

Usey Rahman khete hai lyrics/ सांसों की तकरार में अल्लाह

 اللہ، اللہ، اللہ، یا اللہ! یا رحمن! یا رحمن! رحمن یا رحمن! سانسوں كى تکرار  میں اللہ پھولوں کی مہکار میں اللہ مؤمن کی للکار میں اللہ غازی کی تلوار میں اللہ  رحمن! یا رحمن! رحمن یا رحمن جو مالک ہے جہانوں کا اسے رحمان کہتے ہیں جسے آدم کہا رب نے اسے انسان کہتے ہیں اللہ ہُو! اللہ ہُو! یا رحمن! وحی لے کر خدا کے حکم سے روح الامین آئے جو اترا قلبِ اطہر پر اسے قرآن کہتے ہیں یا رحمن! یا رحمن! یا اللہ! یا رحیم! یا سلام! مہینوں میں یہ افضل ہے جو قرآن لے کے آیا ہے جھکائے جو درِ حق پر اسے رمضان کہتے ہیں یا رحمن! یا رحمن! انا کو توڑ کر رشتہ نبی سے جوڑ لیتے ہیں مٹا دے جو خودی ان پر اسے ایمان کہتے ہیں ایمان... ایمان... یا رحمن! وہ ہے انسانیت کی جان جو محبوبِ اکبر ہے پیغمبر اور رسولوں کا اسے سلطان کہتے ہیں اللہ ہُو! اللہ ہُو! یا رحمن! خیالوں سے اجاگر روشنی بن کر  جو ڈھل جاتا ہے  لفظوں میں اسے دیوان کہتے ہیں یا رحمن! یا رحمن! یا اللہ! یا رحیم! یا سلام شاعر: علامہ نثار علی اجاگر  نعت خواں:حافظ طاہر قادری  Allah, Allah, Allah, Ya Allah! Ya Rahman! Ya Rahman! Rahman ...

Lam yaati nazeeruka fee nazarin lyrics/ लम याति नज़ीरुका फ़ी नज़रिन

  Lam yaati nazeeruka fee nazarin, misl-e-to na shud paida jaana Jag raaj ko taaj tore sar so hai, tujh ko shah-e-dosra jaana Al-bahru 'alaa wal-mauju taghaa, man bekas-o-toofaan hosh-ruba Manjdhaar mein hoon bigdi hai hawa, mori naiya paar laga jaana Yaa shamsu nazarti ila lailee, cho ba-Taiba rasi arz-e-bukuni Tori jot ki jhal jhal jag mein rachi, meri shab ne na din hona jaana Laka badrun fil wajhil ajmal, khatt haala-e-meh zulf abr-e-ajal Tore chandan chandar paro kundal, rehmat ki bharan barsa jaana Ana fee atashin wa sakhaaka atam, ae gesoo-e-paak ae abr-e-karam Barsan haare rim jhim rim jhim, do boond idhar bhi gira jaana Yaa qaafilati zeedi ajalak, rehme bar hasrat-e-tishna labak Mora jiyara larje darak darak, Taiba se abhi na suna jaana Waahan li-suwai'aatin zahabat, aan ahd-e-huzo...

Hajiyo Aao! Shehenshah Ka Roza Dekho Lyrics | हाजियो आओ शहंशाह का रौज़ा देखो |

Hajiyo aao! Shehenshah ka Roza dekho Kaaba to dekh chuke Kaabe ka Kaaba dekho Rukn e Shaami se miti wahshat e Shaam e ghurbat Ab Madina ko chalo subh e dil aara dekho Aab e Zamzam to piya khoob bujhaayin pyaasein Aao jood e Shah e Kausar ka bhi dariya dekho Zair e Meezaab mile khoob karam ke chhinte Abr e rehmat ka yahan zor barasna dekho Dhoom dekhi hai dar e Kaaba pe betaabon ki Un ke mushtaaqon mein hasrat ka tadapna dekho Misl e parwana phira karte the jis shama ke gird Apni us shama ko parwana yahan ka dekho Khoob aankhon se lagaya hai Ghilaaf e Kaaba Qasr e Mehboob ke parde ka bhi jalwa dekho Waan mateeon ka jigar khauf se paani paaya Yaan siyah kaaron ka daaman pe machalna dekho Awwaleen Khaana e Haq ki to ziyaaein dekheen Aakhireen Bait e Nabi ka bhi tajalla dekho Zeenat e Kaaba mein tha laakh arooson ka banaao Jalwa farma yahan kaunain ka doolha dekho Ayman e Toor ka tha Rukn e Yamaani mein furogh Shola e Toor yahan anjuman aara dekho Mehr e maadar ka maza...

Raza hamara hai bharam lyrics/ mera Raza mera Raza/ रज़ा हमारा है भरम

Roman Eng aa'la hazrat ! aa'la hazrat ! aa'la hazrat ! aa'la hazrat ! Raza hamara hai bharam, kisi se hum nahi hain kam Kare hamara sar jo kham, nahi kisi me itna dam Hame nahi hai koi gham, chalao goli chahe bam Kahenge phir bhi ba-Khuda, mera Raza mera Raza Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Maslak-e-Raza, haq ki hai sada Hashr talak jari rahe Faiz-e-Raza Nabi ka jaan-nisaar hai, jalal-e-char-yaar hai Kabhi wo misl-e-pyar hai, kabhi wo barf-baar hai Qalam me aisi dhaar hai, 'Ali ki Zulfiqar hai Ghazab me Musavi 'asa, mera Raza mera Raza Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Raza Raza Raza Raza ! Agar Huzoor hukm den to be-zabaan bol den Kabhi ...

Noor Wala Aya Hai lyrics/ नूर वाला आया है

Noor Wala Aya Hai Noor Lay Kar Aya Hai Sare Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay Ya Rasoolallah Ass Salato Was Salamo Alay Kay Ya Habiballah Jab Talak Yah Chand Tare Jheel Meelate Jayange Tab Talak Jasne Wiladat Hum Manate Jayange Noor Wala Aya Hai... Naate Mahbooba Khuda Sunte Sunate Jayange Ya Rasoolallah Ka Nara Lagate Jayange Noor Wala Aya Hai... Char Janib Hum Diye Ghee Kay Jalate Jayange Ghar Toh Ghar Sara Mohalle Ko Sajate Jayange Noor Wala Aya Hai... Eid A Milad-un-nabi Ki Shab Charaga Kar Kay Hum Kabr A Noor-a-mustafa Say Jagmagate Jayenge Noor Wala Aya Hai... Tum Karo Jasnay Wiladat Ki Kushi May Roshni Woh Tumhari Gor-a-teera Jagmagata Jayenge Noor Wala Aya Hai... Hashr May Zayre Livay Hamd-a-attar Hum Naat-e-sultana Madina Gongunate Jayenge Noor Wala Aya Hai... Zikr-e-milad E Mubarak Kaise Chore Hum Bhala Jinka Khate Hai Unhi Ke Geet Gaate Jayenge Noor Wala Aya Hai... Poet / Naat Writer: Maulana Ilyas Qadri (Ameer-e-Ahl-e-Sunnat) Naat Khawan...

Hum Bareilly Waale Hain lyrics / मुस्तफ़ा के पाले हैं हम बरेली वाले हैं

Mustafa Ke Paale Hain Hum Bareilly Waale Hain Dil se bhole-bhaale hain, hum Bareilly waale hain Dam Raza ka bharte hain, hum Bareilly waale hain Khwaja Khwaja karte hain, hum Bareilly waale hain Naat-e-Mustafa padh ke, zikr-e-auliya kar ke Chhathi hum manate hain, hum Bareilly waale hain Maslak-e-Mu’inuddi hi Raza ka maslak hai Sab ko ye bataate hain, hum Bareilly waale hain Sunniyat ke jitne bhi dahr mein salasil hain Un sab ke naare hain, hum Bareilly waale hain Maslak-e-Raza se har batil qaum chidhte hai Haq par hain jo kehte hain, hum Bareilly waale hain Dagmaga nahin sakte misal-e-Sulh-e-Kulli hum Mustahkam aqeede hain, hum Bareilly waale hain Siddeeq-o-Umar, Usman, Murtaza bhi hai apne Har-soo bol-baale hain, hum Bareilly waale hain Khadim-e-Sahaba hain, hum Gada-e-Ahl-e-Bait Etidal waale hain, hum Bareilly waale hain Ghaus ke hain shaidaai, Ashraf ke hain matwaale Khwaja ke deewane hain, hum Bareilly waale hain Dawa-e-Hubb-e-Khwaja, Rafizi ka jhoota hai Khwaja bas humare hain, h...